Medicine Review


*Protinex powder ki fyede/nuksan


Hello friends main ajj aapko protinex ki bare main btaugi isak kya fyede hain or kya nuksan.

Agar baat kare protinex powder ki ye ek normal protine powder jisko koe bhe use kar sakta hain.
aap gym nahi jate to bhe isko le sakte hain.

Ismain 100 grm protinex main 55 grm protine,  53.5 grm Carbohydrate, 30 grm sugar or 350 Calories hoti hain.prorinex powder main vitamins A,  D,  I,  K, C,  B1,  B2,  B6,  B12 ki sath Folic acid, Iron, Calcium or Phosphorus hota hain.



*Protinex ki fyede. 

1) Protinex powder koe bhe age ki log use kar sakte hain. ye sabki lea perfect hota hain. ye medical store bahut aasani se mil jata hain.
is protine se Immunity or stemina banane main help karta hain.


2) Protinex powder mussel ko grow karne help karta hain, Aagar aap best diet ki sath iska use kar rhe hain. ye bahut acchi tarha work krega.


3) Protinex powder ko use karne ki lea zaruri nhi aap gym jaye, Isko koe bhe use kar sakte hain.


4) Protinex powder ko use karna bahut aasaan hain, aap isko milk ki sath le sakte hain.
Aagar jo log  milk nhi late vo iska use gungune pani ki sath le sakte hain. Iska use aap dinner karne ki 2 gante baad le.


5) Aese girls jinko protine ki kami hain vo iska use kar sakti hain.par bodybuilding main is protine ka koe roll nahi hain. 


                           

Protinex powder

*Protinex ki nuksan


1) Protinex powder main sugar, carb,or fat gain bhe hota hain, jo log phele he fat gain kare hain vo use na kare.


2)  Protinex powder ko zyada use karne se aap kidney problam ho jati and fat bhe gain ho jata body par, Protinex powder utna le jitni zarurat hain.


3)  Protinex powder lane se sabse zyada gas problem  ho jati hain. aagar aapko zyada problem hoti hain. aap doctor ko zaroor mile.


4) Aap Protinex powder ka zyada use karna shuru karte hain.  To stomuch main digestion sahi nhi rheta hain.
 Isse aapko Daria ki problem ho sakti hain.


5) Khane ko diges karne ki lea body main pani bahut zaruri hain. Aagar aap protine powder lena shuru kar rhe hain to roz 3,se 5 leters pani peye nhi to aapko dehydration problem ho sakti hain.




Friends is post main aapko ko hamne Protinex powder fyede or nuksan bata diye or aapko isko use karne ka sahi tarika bata diya.
Meri maane to aap protinex powder lo ya koe aalag product doctor se jankari kar ki le, aese use na kare.

 

1 comment: